Kaise samjhaun usko, Kaise samjhaun usko Samajh Mein Nahin Aata Kaise Samjhaun usko Woh Aaj Bhi Mere Jahan Mein Hai, Phir Kaise Bhul jaaun usko Samajh Mein Nahin Aata Kaise samjhaun usko Badi Door Tak Najar Aati Hai uski tasvir , Tu Hi Bata Kaise dikhlaau Tujhko Vah Bahar Nahin vah Andar hai Kal Tak Jo Boond thi vah aaj samander hai Par Karun to Kaise karun Paar Karun to Kaise karun Mujhse ab Kashti Ka Sahara liya Nahin Jata, Kaise samjhaun usko Kaise samjhaun usko Samajh Mein Nahin Aata Gujarta hun Jab Kabhi un band Galiyaron se Barish si ho jati Hai un sukhe darakhton me Gujre kal Mein Hi Sahi vah Aaj Bhi mere pass hai Koi Tasveer Nahin..., bus woh to Ek Ehsas Hai Kaise Ehsas karao usko.., Samajh Mein Nahin Aata Kaise samjhaun usko Samajh Mein Nahin Aata Kaise samjhaun usko......,